Powered By Blogger

Wednesday, 24 September 2014

अज़ीब परिंदे हैं ये रिश्ते दिल के,
न कैद सहते हैं न आजाद रहते हैं !!-saira

Ajeeb parindey hain ye rishtey dil ke,
na qaid sehte hain na azad rehte hain !!-saira
 
बरसों से हर तरफ़ हर चेहरे पे एक सवाल ज़ारी है,
इन्सान को इन्सान की तलाश ज़ारी है !!-saira

barson se har tarf har chehre pe ek sawal jari hai,
insaan ko insaan ki talaash jari hai !!-saira