Powered By Blogger

Thursday, 22 October 2015

dard ke phool

दर्द के फुल भी खिलते है बिखर जाते हैं ,
ज़्ख्म कैसे भी हों कुछ रोज़ में भर जाते हैं ...
उस द्रीचे में अब कोई हमारी राह तकता नही,
वहाँ से सर झुकाए हुए हम चुपचाप गुज़र जाते हैं...!!-saira©
Dard ke phool bhi khilte hai bikhar jaate hai,
ZaKhm kaise bhi ho kuch roz mein bhar jaate hai!!
Us dariche mein koi hamari rah takta nahi
vahaa se Sar jhukaye huye hum chup chaap guzar jaate hai!!-saira©

No comments:

Post a Comment